Doston agar hamare pass paise na ho to humein kitni problems face karni padti hai aur Kitni sari pareshaniya jhelni padti hai. kitne sare logon ki humein kitni baatein sunani padti hai jabki hamara koi kusur bhi nhi hota to bhi. Par doston aaj k time pe paiso se hi sab ki ijjat hoti hai bina paise k to koi kisi ki ijjat tak nhi krta. Agar kise ke pass paise na ho to usko koi puchta tak nhi. Par doston in sab cheejo k sath sath aaj ke time mein paise kamana itna mushkil ho gaya hai ki apni basic needs ko pura karne ke layak paisa bhi hum mushkil se kama pate hai. Aur aise mein humein agar emergency mein paiso ki jarurat pad jaye to hum bohot pareshan ho jate hai. Par doston ab apko paiso ki vajah se pareshan hone ki koi jarurat nhi hai. Ab aap apni paiso se related sari pareshaniyo ko ek taraf rakh dijiye.Kyonki aaj ki post mein main apko batane wala hu ki kaise aap online loan lekar apni paiso ki problem ko solve kar skte hai. Dosto aaj hum jiss loan app k bare mein baat krne wale hai uska name hai CashFishLoan App. Aaj ki hamari iss post mein hum janenge ki kaise aap CashFish Loan App se online loan le skte hai, CashFish Loan App se apko kitna interest lagega, CashFish Loan App se apko kitne time ke liye loan milega. Ye sb kuch hum aaj ki iss post mein janane wale hai. To chaliye doston aaj ki hamari iss post ko shuru krte hai.
- Read Also – HooCash Loan App Se Loan Kaise Le : HooCash Instant Loan Apply Online In India – HooCash Loan App Review
CashFish Loan App Se Kitna Loan Milega?
Doston LoanTapLoan App se humein 2 hajar se 50 hajar tak ka loan amount easily mil jayega.
CashFish Loan App Se Kitne Time Ke Liye Loan Milega?
Doston CashFish Loan App se milne wale loan ko pay krne ke liye humein 91 dino se 365 dino tak ka time milega.
- Read Also – How To Get Loan From Lenditt Loan App : Lenditt Instant Loan Apply Online In India – Lenditt Loan App Review
CashFish Loan App Se Loan Lene Par Interest Kitna Lagega?
Doston CashFish Loan App se loan lene par apko maximum 30% tak ka interest per annum pay krna hoga.
- Read Also – Axis Bank Home Loan Kaise Le : Axis Bank Home Loan Apply Online – Axis Bank Se Loan Kaise Liya Jata Hai
CashFish Loan App Other Charges?
Doston in sab k alava apko 1%-9% origination fee aur other taxes bhi pay krne honge.
- Read Also – PhonePe Loan Kaise Milta Hai : Phoene Pe Se Loan Kaise Le – PhonePe Se Loan Kaise Lete Hain
Example
Loan Amount- 20 thousand
Tenure rate- 3 months
Interest rate- 30% per annum
Processing fee- 5%
Total amount payable- 21,495rs.
CashFish Loan App Loan Eligibility Criteria Kya Hai?
- Aap India k citizen hone chahiye.
- Aapki minimum age 18-60 saal k bich honi chahiye.
- Income ka koi fixed source hona chahiye.
CashFish Loan App Documents Required Kya – Kya Lgege?
- Aadhar Card
- Pan Card
- Bank account
CashFish Loan App Loan Ke Liye Kaise Apply karein?
- Play store se CashFish app download karein.
- Apni details bhariye.
- Apne required documents upload kijiye.
- Iske baad apko loan amount apke bank account mein mil jayegi.
CashFish – CashFish Loan Apply Online
Why Choose CashFish Loan App?
- Yaha se apko jyada loan amount kam interest rate par milegi.
- Yaha se loan lene ka process 100% online hai.
- Agar apka loan application unsuccessful hota hai to apse koi fee nhi li jayegi.
- Apki sari information puri tarah se secure rahegi.
- Apse koi credit history nhi li jayegi.
CashFish Loan App Contact Number Kya Hai?
- Email: [email protected]
- Address: FL-604, CORINTAIN CLUB, MOHAMMADWADI HADPSAR, PUNE Pune MH 411028 IN
Doston aaj ki post mein bss itna hi. Aaj humne jana ki kaise hum CashFish Loan App se loan ke liye apply kar skte hai, CashFish Loan App se humein kitna loan amount milega, CashFish Loan App se loan lene par interest kitna lagega, CashFish Loan App se loan humein kitne time ke liye milega, humein kon konse doucuments chahiye honge, kya kya conditions hai. Ye sab kuch humne aaj ki hamari iss post mein jana. Agar apko hamari ye post achi lagi ho to ise jyada se jyada share karein. Milte hai agli post mein.