Doston bohot baar hamare sath aisa hota hai ki hamare pass paise nhi hote chhahe hum kitna bhi kamate ho lekin life mein kabhi na kabhi aisa time jaroror atta hai jab hamein had se jyada paiso ki need hoti hai lekin aise mein hum bohot hi jyada pareshan ho jate hai ki yrr ab hum kya karein kaha se paisa ayega aap aise mein bohot jyada sochne lag jate ho or apko kuch bhi smjh nhi aa rha hota ki ab hum kya karein bohot baar sochne k baad apke mind mein atta hai kyon na main mere kisi dost se kuch time k liye paise udhar le liye jaye or mere pass jab paise honge to main usko lauta dunga ab aap chale jate ho apne dost k pass or use apni problem batate ho or iske baad apka dost apko kehta hai ki bhai mere pass to paise nhi hai agar hote to main tumhe jarror de deta. Ab aap vaha se bohot jyada pareshan hokar vapis laut atte ho.. ab aap sochte ho ki kash mere pass abhi paise hote to main iss problem ko solve kr pata. Doston aap sabhi ko aaj bilkul bhi pareshan nhi hona ha, kyonki aaj main apko batane wala hu ek aise credit card k bare mein aap ise emi card bhi bol skte hai jab bhi apko paiso ki need hoo tab aap iss card ka use kr skte ho or jitni baar aap iss card se paise spent karenge utni hi baar apko 5% ka cashbak milega ji haa aaj main baat krne wala hu yaha prr Dhani Credit Line k bare mein or aaj ki iss post mein jananae wale ho Dhani Credit Line kaise milega, Dhani Super Saver Card lene k liye kon konse documents chahiye honge, Dhani Credit Line k benifits kya kya hai?, Dhani Credit Line se kitne rs. milenge, Dhani Credit Line k liye kon kon apply kr skta hai, Dhani Credit Line benifits kya kya hai, Dhani Credit Line se apko kitna cashbak milega ye sb kuch aap log iss post mein janane wale ho to apse request hai iss post ko jarror pura Padhein, to chaliye jaan lete hai jaldi se Dhani Credit Line k bare mein.
- Read Also – Realme PaySa Se Loan Kaise Le : Realme PaySa Kya Hai – Realme PaySa Personal Loan Online Apply
Dhani Credit Line Kya Hai?
Doston sabse pehle hum sabhi ye jaan lete hai ki Dhani Credit Line hai kya? Doston main apko batna chahunga ye ek type ka credit card dhani ise EMI card bhi bolta hai is card ki help se aap jab chaho vaha se paise kharch kr skte hai or aap jab bhi iss card k through paise ka use karoge to apko harr baar 5% ka cashbak milega ye iss card ki sabse khas baat hai. Isi k sath apko 24 hours doctor help bhi free milti hai apko koi bhi medical pareshani ho jaati hai to aap doctor ki help le skte hai or agar aap yahi se medicines bhi lete hai to apko 40% ki choot milegi. Ek baat or main aap sabhi ko batana chahunga ki iss card ki starting aaj se almost 1 year pehle hui thi. Issi k sath doston main apko ek baat or main apko bata du Dhani app ki starting jo hai vo 16 jan. 2017 mein hui thi.
- Read Also – LazyPay – Pay Later Personal Loan Kaise Le : LazyPay Loan Apply Online – LazyPay App Review
Dhani Credit Line Lene K Benifits Kya Hai?
- Dhani Credit Line se aap kisi bhi type ki len den krte hai to apko 5% ka cashbak milta hai.
- Apko iss card prr jyada se jyada 1250rs. monthly hrr mahine cashback mil skta hai.
- Iss card prr apko 2 lakh rs. tak ka accidental insurance bhi milta hai.
- Aap iss card ko Dhani app se hi on off kr skte hai.
- Aap iss card ki help se kahi prr bhi shoping kr skte hai
- Iss card k sath sath apko free doctor service bhi milti hai
- Dhani app ka use krke aap iss card ki limit ko badha ghata skte hai
Dhani Credit Line Use Kaha Prr Karein?
Doston ab yaha prr ye baat aati hai ki aap Dhani Credit Line ko kaha kaha prr use kr skte hai? To doston aap sabhi ko batana chahunga ki aap iss card ko 30 lakh se bhi jyada stores prr use kr skte ho. Aap iss card se mobile recahrge, petrol, shoping, kirana, jaise stores pr bhi use kr skte hai. Aap iss card ko online or offline kahi pe bhi use kr skte hai.
Dhani Credit Line Kaise Le?
- Sabse pehle apko Dhani app ko paly store ya app store se download kr lena hai
- Iske baad apko Dhani app mein apna mobile number dalkar ismein register kr lena hai or ye no. apke aadhar card se link hona chahiye
- Iske baad apko app k homepage prr mein hi ek banner milega Dhani Credit Line krke
- Iske baad apko Dhani Credit Line k banner prr click krna hai
- Iske baad apko apni personal details dalkar next krna hai
- Iske baad apko joining fee deni hai
- Iske baad apko apna card order kr dena hai
Dhani – Dhani Credit Line Apply Online
Doston aaj ki iss post mein apne jana ki Dhani Credit Line kaise milega, Dhani Super Saver Card lene k liye kon konse documents chahiye honge, Dhani Credit Line k benifits kya kya hai?, Dhani Credit Line se kitne rs. milenge, Dhani Credit Line k liye kon kon apply kr skta hai, Dhani Credit Line benifits kya kya hai, Dhani Credit Line se apko kitna cashbak milega ye sb kuch aap logo ne iss post mein jana. Agar apko hamari information achi laggi to comment krke jaroor bataiye or isse apne doston k sath share kijiye. Apne keemti time mein se thoda time nikalkar apne iss post ko padha uske liye boht boht thank you.