FlashCash Loan

FlashCash Loan Kaise Apply Kare : Flash Cash App Review – FlashCash Personal Loan Apply Online

Share With Your Friends

Namaskar doston aaj hum apke liye ek aisa loan dene wala app lekar aye hai jiski help se aap instant personal loan apne ghar baithe apne mobile phone ki help se hi le skte hai. Iss aap ka name hai- FlashCash. FlashCash ki help se aap personal loan le skte hai. Personal loan se aap apne chote mote kharche easily chala skte hai, medicines ka kharcha nikal skte hai, apne bacho ki school ki fee de skte hai. Or aap or bhi bohot sare kam kr skte hai. Aaj ki iss post mein hum FlahsCash k bare mein hi janenge. Hum apko information denge ki agar apko iss app se loan lena hai to apki kitni loan amount milegi, or bhi bohot sari information.

FlashCash Ke Bare Me Aj Hm Kya – Kya Janege?

  1. Apko FlahsCash k through kitne tak ki loan amount mil skti hai. Agar apko yaha se loan lene ki soch rhe to aap yaha se kitne tak k loan k liye apply kr skte hai.
  2. Apko FlahsCash se milne wale loan amount kitna interest lagega.
  3. FlahsCash se loan lene prr apko kitne days tak ka time mil jata hai loan ko vapis pay krne k liye.
  4. FlahsCash se loan lene k liye apko kon konse documents ki jarrorat padegi. Apke pass kon konse documents hone chahiye agar apko yaha se loan lena chahte hai to.
  5. Apko FlahsCash k dwara banaye gaye kon konse eligiblity criteria ko pura krna padega agar apko yaha se loan chahiye.
  6. Aapko FlahsCash se loan kaise mil skta hai?

FlahsCash Se Kitna Loan Milega?

FlashCash Loan

Apko apki information k liye bata du, FlahsCash ki help se aap kam se kam 2 thousand tak ka loan le skte hai or maximum aap 50,000 tak ka loan mil skta hai. Agar aap FlahsCash se loan lena chahte hai to apko kam se kam 2 hajar rs. tak ka loan to lena hi hoga or agar aap yaha se maximum loan lena chahte hai to apko jyada se jyada 50,000 tak ka loan mil skta hai. Ab apko pata chal gaya hi gaya ki apko FlahsCash app ki help se kitne tak ka loan mil skta hai. Ab aap ye bhi jaan lo ki apko yaha se kitne interest prr loan milega.

FlahsCash Kitne % Ka Interest Lagega?

Apko apki jankari k liye bata du, apko FlahsCash se bohot ki saste interest rate prr loan milega. Apko aap k through liye gaye loan prr 0% se 29.95% tak ka interest lagega. Apko FlahsCash o% se 29.96% tak k bich mein interest lagega. Ab apko pta lag gaya hai ki apko yaha se kitne tak ka loan, kitne tak k interest prr milega.

FlahsCash Apko Kon Konse Documents Prr Loan Dega?

Apko yaha se loan lene k liye sabse pehle Aadhar card ki jarrorat hogi. Aadhar card ki help se ya company apki personal information confirm karegi.

  1. Pan Card, Pan Card ki help se company apki address ki confirmation kr leti hai.
  2. Apki 2 selfie
  3. Apki salary slip, jiss se ye pata lag jayega ki apki monthly income kitni hai.
  4. Apki bank statement: jisse ye company ye pata karegi ki apki bank statement mein pichle 3 mahine meiin kya kya len den hua hai.

FlahsCash Se Loan Lene K Liye Apko Kon Konse Eligiblity Criteria Ko Pura Krne Hoga?

Agar aap FlahsCash se loan lena chahte hai, to apko nice di hui conditons ko pura krna hoga.

  1. Sabse pehle to apki age 22 years se 52 k bich mein honi chahiye. Agar aap FlahsCash se loan lena chahte hai to apki minimum age 22 years or maximum 52 years honi chahiye. Agar apki age 52 years se jyada hoti to apko FlahsCash se loan nhi milega.
  2. Agar aap yaha se loan lena chahte hai to apko India ki citizenship mili hui ho. Agar apko India ki citizenship nhi mili hui hai to iss situation mein apko iss app se loan nhi milega.
  3. Agar aap apna khud ka business hai, ya phir kahi prr monthly income prr work krte hai to apko minimum 10,000rs. honi chahiye.
  4. Ab apko pata lag hi gaya hoga ki apko FlahsCash k through kitne tak ka loan kitne interest rate prr or uske liye apka kin kin documents ki need hogi. Apko kon konsi conditions puri krni hongi.

FlahsCash Loan K Liye Kaise Apply Karien?

Iss company se loan lene k liye apko niche dikhaye gaye steps ko pura krna hoga.

  • Apko Google Playstore se FlahsCash app ko download kr lena hai.
  • Signup k baad apko FlahsCash mein apne mobile no. ko verify krna hoga. Iske baad apko apna mobile no iss app mein dalna hai. Uske baad jo no. apne iss FlahsCash mein dala hai uss no. pe ek otp ayega. apko uss otp ko iss FlahsCash app mein dalna hai. Iske baad mobile no. FlahsCash app se verify kr liye jayega.
  • Ab apko apni working statement ismien dalni hai. Mtlb aap job krte hai ya businessman hai.
  • Ab apko apni need k according loan amount choose kr leni hai.
  • Aap loan vapis krne k liye kitna time chahte hai.
  • Iske baad ismein apko interest rate show ho jayega.
  • Phir apko apne documents ismein upload kr dene hai.
  • Iske baad apko pata chal jayega ki aap iske liye elgible hai ya nhi.
  • Is tarah se aap FlahsCash loan le skte hai.

FlashCash – FlashCash Loan Apply Online

For Example

Agar aap yaha se 8,000rs tak ka loan lete hai to apko FlahsCash se 20% interest rate k hisab se loan diya jayega or loan ko vapis krne k liye apko 91 days, ka time milta hai, to apko processing fee ko sath add krke total 398rs. jyada dene honge.

Apko FlahsCash Se Loan Kyu Lena Chahiye?

  1. Agar aap FlahsCash se loan lene k liye eligible hote hai to 30 minute k andar hi apka loan approv. ho jata hai.
  2. Apko yaha se loan lene k liye kisi bhi type loan history ki jarrorat nhi padti. Matlb agar apne pichla koi bhi loan liya hua hai uske baad bhi apko iss company se loan mil skta hai.
  3. Ek online aap hai jiski seva 24 hours rehti hai.

To aaj ki iss post mein humne jana ki aap kis tarah se FlahsCash ki help se loan le skte hai apko kin kin documents ki jarrorat padegi. Apko kitna interest dena padega. Agar apka FlahsCash se related koi bhi que. hai to aap niche comment krke puch skte hai. Apne iss post ko apna keemti time diya uske liye dil se thankyou..milte hai agli post mein.


Share With Your Friends

Check Also

RupeeMenu Loan App

RupeeMenu Loan App Kaise Liya Jata Hai : RupeeMenu Personal Loan Apply Online – RupeeMenu Loan New Loan App

Share With Your FriendsDoston bohot baar aisa hota hai ki hum life mein kuch krna …

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *