Gold Loan Kaise Milta Hai

Gold Loan Kaise Milta Hai : Gold Loan Kaise Liya Jata Hai – Gold Loan Kaise Le Sakte Hain

Share With Your Friends

Doston iss post mein hum baat krne wale hai gold loan k bare mein, gold to hamare India mein sabke gharo mein hota hi hai, hum ye sochte hai ki gold sirf bure time mein hi kaam atta hai, lekin bohot baar hum ye nhi sochte or Personal Loan, Credit card ki EMI time pe submit nhi kr pate, or ye wale jo loansn hai personal loan or credit card loan, ye bohot mehnge pad rhe hote hai Gold loan k comparison mein ab hum apne gold pe loan le skte hai, mein ye nhi keh rha hai ki apko gold loan hi lena hai ye depend krta hai ki apko loan chahiye kisliye hai. Main hamesha bolta hu ki home loan sabse sasta loan hota hai. Agar apki koi personal need hai to apko gold loan lena chahiye, to iss post mein hum inhi sari cheejo k bare mein janenge.

Gold Loan K Benifits

To chaliye jante hai ki gold loan lene k kya kya benifits hai kis kis time pe humien gold loan lena chahiye. Agar apko kam time k liye paisa chahiye 1-2 saal k liye to apko gold loan jarur lena chahiye or vaise bhi apko gold loan 1-2 saal ka hi milta hai jyada time k liye nhi milta.
Phir ek benifit ye bhi hai k apka credit score agar kam bhi hai to to bhi apko gold loan to mil hi jayega.

Interest Rate

Iska interest rate personal loan or credit card loan k comparison mein bohot kam hota hai, personal loan or credit card bohot mehnge hote hai credit card to sabse mehnga hota hai.

Ab agar hum gold loan k interest rate ki baat karein to jo bank apko 2.4% Ka interest deta hai.

NBFC mein apka interest jyada hota hai bank k comparison mein

Processing fee

0.4%-2% apko loan amount pe lagti hai ye hrr bank mein alag alag hoti hai.

Tenure

Loan pay krne ka jo time hota hai apko 3 months se lekar 3 years tak ka milta hai.

Eligiblity

  1. Apki age 21+ honi jarrori hai
  2. Aap time pe loan pay kr paoge ya nhi

Lona amount

Apka gold 22-24 carat ka hi hona chahiye

Making @ impurity charges ko ghata diya gaya hai.

Loan to value ratio- Max. 0.4%

Maximum Loan- 10-20%

To doston ye jankari apko pasand aii ho to isse apne doston k sath share karein or apka koi bhi question reh gya ho to niche comment krke puch skte hai, apka itna keemti time dene k liye apka dil se thank you.


Share With Your Friends

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *