LoanTap Loan App

LoanTap Loan App Se Loan Kaise Le : LoanTap Instant Personal Loan Apply Online – LoanTap Aadhar Card Loan Apply Online In India

Share With Your Friends

Doston bohot baar hamare sath aisa hota hai ki humein bohot urgently paise chahiye hote hai. Humein paiso ki bohot jyada jarurat hoti hai. Aur doston aisi situation mein hum harr kisi se paiso k liye help mangte hai. Hum apne doston se, apne colleagues se, apne relatives se sbse paise mangte hai par doston humein kahi se bhi paise nhi mil paate. Kyonki doston aaj k time mein har koi paise ko apne pass rkhna chahta hai. Paise ki value itni badh gai hai ki apna paisa koi kisi ko bhi nhi dena chahta hai chahe koi kisi ka kitna bhi najdiki kyu na ho. Aise mein doston jab humein kahi se bhi paise nhi mil pate to hum kafi pareshan ho jate hai. Kyonki doston uss samay pe hamein paiso ki itni jyada jarurat hoti hai ki humein bass kahi se bhi aur kaise bhi krke paise chahiye hote hai. Hum bohot kosis krte hai par humein kahi se bhi paise nhi mil aate aur hum pareshan hokar baith jate hai. Par doston ab apko pareshan hone ki koi jarurat nhi hai, ab aap apki paiso se related sari pareshaniyo ko ek taraf rakh dijiye.Kyonki aaj ki post mein main apko batane wala hu ki kaise aap online loan lekar apni paiso ki problem ko solve kar skte hai.Dosto aaj hum jiss loan app k bare mein baat krne wale hai uska name hai LoanTap Loan App. Aaj ki hamari iss post mein hum janenge ki kaise aap LoanTap Loan App se online loan le skte hai, LoanTap Loan App se apko kitna interest lagega, LoanTap Loan App se apko kitne time ke liye loan milega. Ye sb kuch hum aaj ki iss post mein janane wale hai. To chaliye doston aaj ki hamari iss post ko shuru krte hai.

LoanTap Loan App Se Kitna Loan Milega?

LoanTap Loan App

Doston LoanTapLoan App se humein 25 hajar se 10 lakh tak ka loan easily mil jayega.

LoanTap Loan App Se Kitne Time Ke Liye Loan Milega?

Doston LoanTap Loan App se milne wale loan ko pay krne ke liye humein 3-60 mahine tak ka time milega.

LoanTap Loan App Se Loan Lene Par Interest Kitna Lagega?

Doston LoanTap Loan App se loan lene par apko maximum 18% se 30% tak ka interest per annum pay krna hoga.

Other Charges?

Doston in sab k alava apko 2% processing fee or sath mein taxes bhi pay krne honge.

Example

Loan Amount- 1 lakh

Tenure rate- 36 months

Interest rate- 18% per annum

Processing fee- 2%(2000rs.)

GST – 2360rs.

Total interest- 30,140rs.

Total amount payable- 1,30,140rs.

Eligibility

  1. Indian Citizen
  2. Must be 21 years old
  3. Should have a minimum monthly salary of 30 thousand.

Documents

  1. Income Proof
  2. Aadhaar Number
  3. Pan Card
  4. Valid bank account

LoanTap Loan App Se Loan Kaise Le?

  • Play store se LoanTap Loan App download karein.
  • Apne mobile no. se register karein.
  • Jaruri documents upload karein.
  • Apki profile approve hone ka wait karein.
  • Uske baad apka loan approv ho jayega or loan amount apke bank account mein aa jayegi.

LoanTap – LoanTap Loan Apply Online

LoanTap Loan App Features Kya – Kya Hai?

  1. Iss app se apko easily personal loan mil jayega.
  2. Loan lene ka procedure 100% online hai.
  3. Iss app se aap 10 lakh tak ka loan le skte hai.
  4. Ismein apko loan amount pay krne ke liye kafi time mil jata hai.
  5. Cash easily apke bank account mein transfer ho jata hai.
  6. Iske liye apse koi credit history nhi mangi jati.

LoanTap Loan App Contact Number?

Cities of Operation:

  • Ahmedabad
  • Bangalore
  • Bhopal
  • Chandigarh
  • Chennai
  • Coimbatore
  • Delhi NCR
  • Hyderabad
  • Indore
  • Jaipur
  • Mumbai
  • Pune
  • Raipur
  • Vadodara

Doston aaj ki post mein bss itna hi. Aaj humne jana ki kaise hum LoanTap Loan App se loan ke liye apply kar skte hai, LoanTap Loan App se humein kitna loan amount milega, LoanTap Loan App se loan lene par interest kitna lagega, LoanTap Loan App se loan humein kitne time ke liye milega, humein kon konse doucuments chahiye honge, kya kya conditions hai. Ye sab kuch humne aaj ki hamari iss post mein jana. Agar apko hamari ye post achi lagi ho to ise jyada se jyada share karein. Milte hai agli post mein.


Share With Your Friends

Check Also

RupeeMenu Loan App

RupeeMenu Loan App Kaise Liya Jata Hai : RupeeMenu Personal Loan Apply Online – RupeeMenu Loan New Loan App

Share With Your FriendsDoston bohot baar aisa hota hai ki hum life mein kuch krna …

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *