Personal Loan

Personal Loan Kaise Le : Personal Loan Kya Hai? Kinta Or Kaise Milega? Documents Fee & Charges

Share With Your Friends

Personal Loan aap mein se bohot sare logon ko jab paiso ki jarrorat hoti hai hai to aap Personal Loan lene ka sochte hai or iss mile paiso ka use krke vo apni personal needs ko pura krte hai, to kya apko pata hai ye personal loan hota kya hai? Aap personal loan kaise le skte hai chahe aap Salaried, Self-Employed, Professionals ya fir Businessman ho. Personal loan lene k liye apko kon konse documents ki need hogi, Personal loan k liye kon kon apply kr skta hai?, Personal loan lene k kya benifits or kya nuksan hai, apko kitne ruppess tak ka personal loan mil skta hai, Personal Loan ko vapis dene k liye kitna time milta hai, Personal loan prr kitne % interest lagega, or bohot sare log kehte hai ki personal lona lene k baad bohot sare extra charges dene hote hai,ye baat shi hai ya galat hai, or agar aisa hai to vo hidden charges kon kon se honge? To chaliye iss post mein ye sab kuch jante hai.

Personal Loan Kya Hota Hai?

Personal Loan

Personal Loan ek aisa loan hai jisse ki aap apne personal kisi bhi kaam ko pura krne k liye le skte hai jaise; aap koi holiday plan kr rhe hai to aap Vacation k liye personal loan le skte hai, ya ghar kharidna chahte haii to uske liye bhi apko ye loan mil skta hai, Weeding purpose k liye bhi hum ye loan le skte hai, ya phir aap educational purposes k liye bhi ye persosnal loan le skte hai or easily kahi pe bhi use kr skte hai.

Personal Loan K Benifits Kya Kya Hai?

  1. Ye ek unsecured loan hai yani ki personal loan lene k liye apko bank k pass koi bhi morgeg nhi rakhna hota jaise ki aap gold loan lete hai to usmein apko bank ko gold loan dena hota hai vaise hi home loan mein property k papers dene hote hai..prr personal loan mein apko aise koi bhi documents nhi dene hote.
  2. Ye loan apko credit score prr diya jata hai. Agar apka creit score k bare mein nhi pata to main bata du aap pehle se jo loan ya credit card liye hue hai uska payments jiss tarah se krte hai agar aap uska payment aap time prr krte hai to apka credit score acha rehta hai or vahi agar apki payment time prr nhi hoti ya phir card ya lona k sath kisi bhi type ki gadbad krte ho to yaha prr apka credit score kharaba ho jata hai. Ye credit score 900 mien count kiya jata hai jismein ki 750 se uper ka credit score acha mana jata hai. Credit score ko civil score bhi kehte hai agar apka civil score acha ho to apko personal loan bohot easily mil jata hai.
  3. Personal loan se milne wali loan amount ko aap kahi pe bhi use kr skte hai.
  4. Iss loan k liye apko bohot kam documents ki jarrorat padegi.
  5. Personal loan sirf 30 minute mein hi approv ho jata hai.

Elgibility Kya Hai?

  1. Doston Salaried/Self-Employed, Professionals, Businessman ye charo personal loan le skte hai.
  2. Agar aap salaried hai to apki minimum age 21 years or maximum 65 years honi chahiye.
  3. Agar aap proffesional businessman hai to apki age minimum 25 years or maximum 65 years honi chahiye.
  4. Agar aap proffesionall businessman hai to apka business 3 years purana hona chahiye.
  5. Imsien apki yearly income or koi aur loan chal rha ho to vo bhi check kiya jata hai.
  6. Apka credit score bhi acha hona chahiye.

Documents Kon Konse Chahiye Honge?

  1. Coloured Photograph
  2. Pan Card
  3. Signature
  4. Identity Proof
  5. Address Proof
  6. Income Proof

Maximum Loan Kitna Milega?

Doston aap minimum 50 thousand or maximum 25 lakh tak ka loan le skte hai.

Loan Vapis Krne K Liye Kitna Time Milega?

Dosotn apko loan vapis krne k liye minimum 1 years or maximum 5 years ka time milta hai.

Lona amount prr kitne % interest lagega?

Ismein apko minimum 12% or maximum 20% ka interest lagta hai.

Doston aaj aap sabhi ne iss post mein jana ki Personal Loan kitne ruppess tak ka loan milta hai,Personal Loan prr kitne time k liye loan amount deta hai, Personal Loanloan amount prr kitne % interest charge krta hai, Personal Loan lene k liye kon konse documents chahiye honge. ye sab kuch aap aaj iss post mein jana..Doston agar apka koi bhi doubt hai to aap humein comment krke puch skte ho. Agar apko hamari information achi laggi to comment krke jaroor bataiye or isse apne doston k sath share kijiye. Apne keemti time mein se thoda time nikalkar apne iss post ko padha uske liye boht boht thank you.


Share With Your Friends

Check Also

RupeeMenu Loan App

RupeeMenu Loan App Kaise Liya Jata Hai : RupeeMenu Personal Loan Apply Online – RupeeMenu Loan New Loan App

Share With Your FriendsDoston bohot baar aisa hota hai ki hum life mein kuch krna …

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *