PhonePe Accident Insurance

PhonePe Accident Insurance Starting at Rs 24/Year* : Personal Accident Insurance Policy Kaise Le? – PhonePe Accident Insurance Kaise Milta Hai

Share With Your Friends

Doston vaise to hum log apni life ko lekar bohot pareshan rehte hai lekin apne kabhi socha hai agar hamein agar kuch ho jaye to apni family k liye hum kya chodd k ja rhe hai, Doston bohot baar aap logon ne dekha hoga ki apne desh mein kitne log accident mein apni life kho dete hai, to doston aisa unko ab kya pata tha i paiso ki kami se unki family prr kya bitegi to doston hum pehle hi inn sb cheejo k bare mein soch krr chalna chahiye kyonki doston hamari jo life hai vo bohot choti haii or iska koi bharosa nhi hai kya pata kab khatam ho jaye or aajkal to aisa ho rha hai ki ham kahii jaa rhe hai to raste mein accident ho jata hai uske ilaj k liye humein chahiye paise to doston kai baar kya hota hai ki hamare pass paise nhi hote, or iss time mein humein kuch bhi smjh nhi aa rha hota ki karein to kya karein lekin doston agar aisa ho to humein iss cheej ka solution pehle se hi kr lena chahiye. Doston iske liye humein pehle se hi Accident Insurance krva lena chahiye kyonki doston Accident Insurance lene k baad apko paiso ki koi bhi dikkat nhi hone wali or aaj main apko bilkul saste Accident Insurance k bare mein batane wala hu. To doston aaj hum jaha se Accident Insurance k liye apply krne wale hai vo hai PhonePe Accident Insurance ji haa aap iss post mein janane wale ho ki aap PhonePe Accident Insurance k liye kaise apply kr skte ho, PhonePe Accident Insurance lene k baad apko kitne paise milenge, PhonePe Accident Insurance kon kon le skte hai, PhonePe Accident Insurance lene k liye kon konse documents chahiye honge, PhonePe Accident Insurance lene k baad apko paise kab milenge ye sb kuch aap aaj ki iss post mein janane wale ho to chaliye doston jante hai.

PhonePe Accident Insurance Kya Hai?

Doston PhonePe ne haal hi mein apni ek nai seva shuru ki hai iska name hai Accident Insurance. Doston aap iss insurance k paiso ka use mushkil time mein kr skte ho iske sath ye sabse sasta Accident Insurance bhi hai kyonki ye apko sirf or sirf 24rs. mein mil jata hai.

Accident Insurance 24 Rs. Mein?

Doston ab to apko ye pata chal hi gaya hoga ki ye insurance apko bohot hi sasta mil jata hai or sirf 24rs. mein ab ye apko milega. Main apko batana chahunga ki 24rs. mein apko 1,00,000 rs tak ka Accident Insurance mil jata hai or vo bhi pure 1 year k liye.

Accident Insurance Mein Kitne Rs. Milenge?

Doston iss Personal Accident Insurance Policy mein apko 4 type k insurance milte hai:

  1. 480rs. mein 20 lakh rs. 1 year k liye.
  2. 240rs. mein 10 lakh rs. 1 year k liye.
  3. 120rs. mein 5 lakh rs. 1 year k liye.
  4. 24rs. mein 1 lakh rs. 1 year k liye.

PhonePe Accident Insurance Kaise Le?

  • Sabse pehle apko PhonePe application ko play store se download kr lena hai.
  • Iske baad apko apne mobile no. se ismein register krna hai.
  • Iske baad apko apne bank account se isse link krna hai.
  • Iske baad apko ismein My Money option prr click krna hai.
  • Iske baad apko ismein Accident Insurance k option prr click krna hai.
  • Iske baad apko apna insurance plan choose kr lena hai.
  • Iske baad apko basic si information ismein dalni hai.
  • Iske baad apko payment krni hai.
  • Ab apka Accident Insurance active ho jayega.

PhonePe – PhonePe Accident Insurance Apply Online

Doston aaj ki iss post mein apne jana ki PhonePe Accident Insurance k liye kaise apply kr skte ho, PhonePe Accident Insurance lene k baad apko kitne paise milenge, PhonePe Accident Insurance kon kon le skte hai, PhonePe Accident Insurance lene k liye kon konse documents chahiye honge, PhonePe Accident Insurance lene k baad apko paise kab milenge ye sb kuch aapne aaj ki iss post mein jana.Doston agar apko ye post achi lagi ho to isko like karein or agar apka koi doubt hai to aap humein niche comment krke puch skte hai. Milte hai agli post mein. Iss post ko apna keemti time dene k liye dil se thank you.


Share With Your Friends

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *