Navi Health Insurance

Navi Health Insurance Kaise Le : Navi Health Insurance Apply Online – Instant, Paperless Policy

Share With Your Friends

Namaskar doston swagar hai apka ek or post mein. To aaj k time mein health ka khayal rkhna bohot hi mushkil ho gya hai koi insaan bahar se kitna bhi shi dikhta ho prr ho skta hai ki vo andar se utna hi bimar ho. Jab ye bimari apne top level pe pahunch jati hai tabhi doctor ko bhi ye pata chalta hai ki iss person ko ye bimari hai. Kisi k andar tumour kisi k andar kuch or bimari. To aise mein kisi ni kisi reason se hamari helath pe hamare bohot paise kharch ho jate hai or uss time uss kharche se nipatne k liye hamare pass enough source nhi hote ki hum hospital ka itna heavy bill pay kr ske or jo bhi baki ki medical facilities hai unka kharcha utha ske, aise mein doston jo health insurance hai vo bohot important role play krta hai uss person ki life mein jo kisi bade accident ya kisi badi bimari se ladd rha hota hai. Health insurance kisi person ki life mein uss time help krta hai jab vo kamane ki halat mein nhi hota uske pss income ka koi source nhi hota prr phir bhi usse apna ilaj continue rkhna padta hai. Doston apko to pata hai ki health insurance kaise hamari help krta hai. Aaj ki iss post mein hum apko kisi k bare mein jankari dene wale hai jo hamari kis type se help krte hai. Kya apko iss health insurance ki process k bare mein sb kuch pata hai? Apne bohot se logon health insurance k bare mein thoda bohot pata hoga prr poori jankari nhi hogi shyd apko main information na pata ho. To aajkal koi bhi person nai card leta hai ya naya ghar banata hai to bhi insurance krate hai taki agar unko koi nuksan ho to unko uske paise mil jaye. Prr doston bohot se log apni health ko ignore kr dete hai, vo apna life insurance hi nhi krvate jo ki unki mushkil time mein bohot help kr skta hai. Aisa krne se vo apna hi nhi balki apni family ka bhi nuksan krte hai. Ek calculation k according India mein 70% log aise hai jinhone apna helath insurance nhi krva rkha. Bohot se logon ko to iski jankari bhi nhi hai ki health insurance bhi koi cheej hoti hai. To doston aaj hum iss post mein apko ye batane ki kosis karenge ki health insurance kya hota hai or iske bare mein baki sari jankari..Navi Health Insurance.

Health Insurance Kya Hai Or Iske Kya Benifits Hai?

Navi Health Insurance

Navi Health Insurance Ye company bohot jyada trustable company hai.

Aaj hum issi k bare mein baat krne wale hai ki aap iss company se kaise insurance le skte hai. Apki age kitni honi chahiye. Apko kitna perimium iss company ko dena padega. Apko perimium kab kab dena padega. Apko apni claim amount kitne time mein milegi.

Eligbility

Navi Health Insurance se insurance lene k liye apki age above 18 honi chahiye. Or agar chotte bacho ko agar isse insurance krvana hai to kam se kam 91 days k hone chahiye.

Ab jaan lete hai ki apko premium kitna bharna padega?

Doston ye company 5,00,000 tak ka health insurance apko degi jismein se apko 1 mahine ka 324rs. bharna padega. Mtlb din ka 11rs. or pure saal ka 3670rs. Agar apko apna health insurance cancel krvana hai to aisi situation mein apko iss company ki taraf se aisa krne k liye 15 daya ka time diya jata hai aap chahe to insurance cancel kr skte hai jikse baad apko kuch funds bhi vapis kr diye jate hai. Apko iss health insurance policy start hone k 30 dino baad claim kiya jaa skta hai prr app agar 30 dino se pehle claim krte hai to apko insurance amount nhi di jayegi.

  1. Navi Health Insurance Se Health Insurance Kaise Le Skte Hai?
  2. Sabse pehle apko play store se Navi Health Insurance app ko download kr lena hai.
  3. Phir ismein mobile number dalkar register krna hai.
  4. Phir apko apni need k according policy choose kr leni hai.
  5. Uske baad apko kuch information deni hogi jiske baad aap insurance le skte hai.
  6. Navi Health Insurance mein se koi bhi policy choose krne k baad apko apne imporant documents dikhane honge jinmein aadhar card, pan card, rashan card, or apki passport size photo included hai.

Doston aaj ki iss post mein humne jana ki helth insurance kya hota hai ye krvana kyo jarrori hai. or sath hi humne ek bhot achi health insurance company k bare mein bhi jana jiska name hai Navi Health Insurance company. Umeed hai apko iss post mein di gai jankari achi lagi hogi. Ye sari jankari apki life mein apke kaam ayegi. Doston agar apko koi doubt hai ya apka koi suggestion hai to aap humein comment kr skte hai. Aaj k liye itna hi doston milte hai agli post mein. Iss post ko apna keemti time dene k liye dil se thank you.


Share With Your Friends

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *