Google Pay

Google Pay Se Loan Kaise Le Sakte Hain : Google Pay Loan Kaise Le – Google Pay Loan Offer 2021

Share With Your Friends

Doston agar aap Google Pay use krte hai, to kya apko pata hai ki aap Google Pay Loan ke liye bhi apply kr skte hai. Ji haa doston apne bilkul shi padha Google Pay Loan. Aap 5 lakh rupeye tak ka instant loan le skte hai or vo bhi sirf Aadhar Card or Pan Card ki help se. Aaj main apko bikul live proof k sath loan lekar dikhane wala hu. Kaise apko Google Pay Loan ke liye apply krna hai, Google Pay Loan kitne dino ke liye apko milega, Google Pay Loan apko kitne rupeye tak ka milega or Google Pay Loan lete time kon konse documents ki jrurat padegi. Ye sb kuch aap aaj ki iss post mein janane wale ho. To chaliye doston aaj ki iss post ko shuru krte hai.

Google Pay Kya Hai?

Google Pay

Doston ab baat kar lete hai Google Pay Loan se pehle ki Google Pay kya hai, to doston main apko bata du Google Pay ek UPI Payment, Recharges, Pay Bills app hai, Ye hamari life ko aur bhi easy bana deta hai. Iske jariye aap ghar se hi kisi ko bhi paisa bhej skte hai or le skte hai. Aap log iss app ki help se har type ki payment kr skte hai or le skte hai. Aaj hum baat krne wale hai jaisa ki apko pata hi hai ki aap Google Pay Loan kaise le skte hai to chaliye doston shuru krte hai.

Google Pay Loan Kaise Deta Hai?

Doston main apko batana chahunga ki Google Pay Loan khud nhi deta hai. Ab aap soch rhe honge ki to main humein loan kon dega. Doston Google Pay ne bohot sari loan comapnies se partnership kr rkhi hai jiske jariye apko Google Pay Loan milega. Ab ye loan kaise apko apne account mein milega vo jante hai.

Google Pay Loan Kaise Le?

Ab hum baat kar lete hai ki Google Pay Loan Kaise lein. Iske liye apko sabse pehle google play store se Google Pay app ko download kr lena hai. Uske baad apko apne mobile no. se ismein login kr lena hai. Ismein login krne ke baad apko app ke interface pe explore ka option milega. Uss prr apko click krna hai. Explore wale option mein jane ke baad apko usmein finance ka option milega. Uss pr click krne ke baad apko bohot sari companies milengi jaise: Money View Loans, CASHe, ZestMoney aur Bajaj Finance. Ab apko inmein se jis bhi company or loan app se loan lena hai uss par apko click krna hai. Doston yaha se aap pure 5 lakh rupeye tak ka loan le skte hai 3 mahine se lekar 5 saal tak. Iska shruvati interesst rate 1.33% hai or aap iss loan ko EMI mein pay kr skte hai.

Google Pay Loan Hassle-Free Documentation

  1. Pan Card
  2. Address Proof
  3. Bank Statement

Google Pay Loan Apply Online

  1. Check Your Eligibility
  2. Select Your Loan Plan
  3. Upload Your Documents
  4. Money In Your Account

Google Pay Loan Ke Features Kya Kya Hai?

  1. Instant Loan Up To 5,00,000
  2. Online Application
  3. Quick Eligibility & Disbursal
  4. Flexible Repayment
  5. Trusted By Over 10 Crore Indians

Google Pay Se Loan Kaise Le Skte Hain?

  • Sabse pehle apko play store se Google Pay app ko download kr lena hai.
  • Iske baad apko ismein apne mobile number se register krna hai.
  • Iske baad apko apne bank account ko iske sath attach krna hai.
  • Iske baad apko business or bill wala option home page pr milega.
  • Iske baad apko uss page pr click krna hai.
  • Iske baad apko finance ka option milega.
  • Iske baad apko yaha pe bohot sari loan app mil jayengi.
  • Iske baad apko inmein se koi bhi ek loan company choose kr leni hai.
  • Iske baad apko apna e-mail dalkar ismein register krna hai.
  • Iske baad apko apna mobile no. dalna hai.
  • Iske baad apko apni basic info. ismein dalni hai.
  • Iske baad apko apne documents ismein upload kr dene hai.
  • Iske baad apko apni work info. ismein dalni hai.
  • Iske baad apko apni bank details ismein dalni hai.
  • Iske baad apki application review ke liye chali jayegi.
  • Iske baad apko company ki taraf se ek call ayegi.
  • Iske baad apka loan approved ho jayega.
  • Iske baad apko apke paise bank account mein instant mil jayenge.

Google Pay – Google Pay Loan Apply Online

Doston aaj ki iss post mein hamne jana ki kaise apko Google Pay Loan ke liye apply krna hai, Google Pay Loan kitne dino ke liye apko milega, Google Pay Loan apko kitne rupeye tak ka milega or Google Pay Loan lete time kon konse documents ki jrurat padegi. Ye sb kuch aap aaj ki iss post mein jana. Doston agar apko koi doubt hai ya apka koi suggestion hai to aap humein comment kr skte hai. Aaj k liye itna hi doston milte hai agli post mein. Iss post ko apna keemti time dene k liye dil se thank you.


Share With Your Friends

Check Also

RupeeMenu Loan App

RupeeMenu Loan App Kaise Liya Jata Hai : RupeeMenu Personal Loan Apply Online – RupeeMenu Loan New Loan App

Share With Your FriendsDoston bohot baar aisa hota hai ki hum life mein kuch krna …

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *